🌲💫🌲💫🌲💫🌲
Chayi Thandi Ho Gayi, Garam Kar Lo,
Apne Patthar Se Dil Ko Naram Kar Lo
Sham Ho Gyi Hai Fir Bhi Sms Nhi Kiya
Arre Yaar Thodi Si Toh Sharam Kar Lo.
Good Evening
🌲💫🌲💫🌲💫🌲
🌀✨🌀✨🌀✨🌀
Dil Me Khushiyo Ki Aahat Rakhna
Zindagi Me Jeetne Ki Chahat
Rakhna Aur Kya Doge Hamein Koi
Tohfa Bas Apne Hotho Pe Yuhi
Muskurahat Rakhna..
Good Evening
🌀✨🌀✨🌀✨🌀
🌹🌻🌹🌻🌹🌻🌹
Diye To Aandhi Mein Bhi Jala Karte Hain,
Gulaab To Kaanto Me Hi Khila Karte Hai,
Khush Naseeb Bohat Hoti H Wo Sham,
Dost Aap Jese Zindgi Me Jb Mila Krte Hai.
Good Evening
🌹🌻🌹🌻🌹🌻🌹
🍁☘🍁☘🍁☘🍁
Din Gujar Jata Hai Apko Soch Soch Kar
Aati Hai Sham Din Gujar Jaane Ke Baad
Kat Ti Nahin Sham Ki Tanhaiyaan,
Jaati Nahi Teri Yaad Tere Jaane Ke Baad..
Good Evening
🍁☘🍁☘🍁☘🍁
Mujhe na jeene ki khushi hain ab,
Or na hi marney ka hain gam,
Unse milney ki dua bhi nahi karte hum,
Kyuki ab hr sham h unki yado ke sang
GOOD EVENING
🍁☘☘☘🍁
Apki Zindagi Mein Kabhi Koi Gum Na Ho,
Aapki Aankhe Kabhi Num Na Ho
Aapko Mile Zindagi Ki Har Khushi,
Bhale Hi Uss Khushi Mei Hum Na Ho.!!!
Good Evening…🙏😍
Teri Ulfat Ko Kbhi Naakam Na Hone Denge,
Teri Pyar Ko Kbhi Badnam Na Hone Dege,
Meri Zindagi Me Sooraj Nikale Naa Nikale,
Teri Zindgi Me Kbhi Sham Na Hone Denge,,
Good Evening…
Kya Khub Likha Hai
Kisine……..♥ ♥
”Aye Jindagi Kash Tu Hi
Ruth Jati Mujhse…….♥ ♥
Kyoki…….♥
Ye Ruthe Hue Log Ab
Mujhse Manaye Nahi
Jaate………. ..♥ ♥
Good Evening Freiendsss ♥ ♥
Sham Ki Tanhai Mai Kho Na Jana
Kisi Ki Masti Me Doob Na Jana,
Milengi Zarur Kal Manzil Tumhe
Apni Manzil Ko Pakar Is Dost Ko Bhul Na Jana…
*Good*Evening*